Namo Namo Durge Sukh Karani
Namo Namo Ambe Dukh Harani
Nirakar Hai Jyothi Tumhari
Tihun Lok Pheli Ujayari
Shashi Lalat Mukh Mahavishala Netra Lal Bhrikutee Vikarala
Rup Matu Ko Adhika Suhave Daras Karat Jan Ati Sukh Pave
Tum Sansar Shakti Laya Kina Palan Hetu Anna Dhan Dina
Annapurna Hui Jag Pala Tumhi Adi Sundari Bala
Pralaya Kala Sab Nashan Hari Tum Gauri Shiv Shankar Pyari
Shiv Yogi Tumhre Guna Gaven Brahma Vishnu Tumhen Nit Dhyaven
Rup Saraswathi Ko Tum Dhara De Subuddhi Rishi Munina Ubara
Dharyo Rup Narsimha Ko Amba Pragat Bhayin Phar Kar Khamba
Raksha Kari Prahlaad Bachayo
Hiranakush Ko Swarga Pathayo
Lakshmi Rup Dharo Jag Mahin Sree Narayan Anga Samihahin
Ksheer Sindhu Men Karat Vilasa Daya Sindhu Deeje Man Asa
Hingalaja Men Tumhin Bhavani
Mahima Amit Na Jet Bakhani
Matangi Dhoomavati Mata
Bhuvneshwari Bagala Sukhdata
Shree Bhairav Lara Jog Tarani Chinna Bhala Bhav Dukh Nivarani
Kehari Vahan Soh Bhavani
Langur Veer Chalat Agavani
Kar Men Khappar Khadag Viraje Jako Dekh Kal Dan Bhaje
Sohe Astra Aur Trishoola
Jase Uthata Shatru Hiya Shoola
Nagarkot Men Tumhi Virajat
Tihun Lok Men Danka Bajat
Shumbhu Nishumbhu Danuja Tum Mare Raktabeeja Shankhan Samhare
Mahishasur Nripa Ati Abhimani Jehi Agha Bhar Mahi Akulani
Rup Karal Kalika Dhara
Sen Sahita Tum Tin Samhara
Pan Garha Santan Par Jab Jab Bhayi Sahaya Matu Tum Tab Tab
Amarpuni Aru Basava Loka
Tava Mahirna Sab Rahen Asoka
Jwala Men Hai Jyoti Tumhari
Tumhen Sada Poojen Nar Nari
Prem Bhakti Se Jo Yash Gave
Dukhdaridra Nikat Nahin Ave
Dhyave Tumhen Jo Nar Man Laee Janammaran Tako Chuti Jaee
Jogi Surmuni Kahat Pukari
Jog Na Ho Bin Shakti Tumhari
Shankar Aacharaj Tap Keenhon Kam Krodha Jeet Sab Leenhon
Nisidin Dhyan Dharo Shankar Ko Kahu Kal Nahini Sumiro Tum Ko
Shakti Rup Ko Maran Na Payo
Shakti Gayi Tab Man Pachitayo
Sharnagat Hui Keerti Bakhani Jai Jai Jai Jagdamb Bhavani
Bhayi Prasanna Aadi Jagdamba
Dayi Shakti Nahin Keen Vilamba
Mokon Matu Kashta Ati Ghero
Tum Bin Kaun Hare Dukh Mero
Aasha Trishna Nipat Sataven
Moh Madadik Sab Binsaven
Shatru Nash Keeje Maharani
Sumiron Ekachita Tumhen Bhavani
Karo Kripa Hey Matu Dayala
Riddhisiddhi De Karahu Nihala
Jab Lagi Jiyoon Daya Phal Paoon Tumhro Yash Men Sada Sunaoon
Durga Chalisa Jo Gave Sab Sukh Bhog Parampad Paave
very nice post! It's very useful, as you have provided the complete information regarding Goddess Durga. During navarathri festival my mother and me offer prayers to maa Durga by chanting durga mantra with devotion.
ReplyDelete