Saturday, October 6, 2012

Durga Chalisa


Namo Namo Durge Sukh Karani  Namo Namo Ambe Dukh Harani
Nirakar Hai Jyothi Tumhari  Tihun Lok Pheli Ujayari
Shashi Lalat Mukh Mahavishala Netra Lal Bhrikutee Vikarala
Rup Matu Ko Adhika Suhave Daras Karat Jan Ati Sukh Pave
Tum Sansar Shakti Laya Kina Palan Hetu Anna Dhan Dina
Annapurna Hui Jag Pala Tumhi Adi Sundari Bala
Pralaya Kala Sab Nashan Hari Tum Gauri Shiv Shankar Pyari
Shiv Yogi Tumhre Guna Gaven Brahma Vishnu Tumhen Nit Dhyaven
Rup Saraswathi Ko Tum Dhara De Subuddhi Rishi Munina Ubara
Dharyo Rup Narsimha Ko Amba Pragat Bhayin Phar Kar Khamba
Raksha Kari Prahlaad Bachayo  Hiranakush Ko Swarga Pathayo
Lakshmi Rup Dharo Jag Mahin Sree Narayan Anga Samihahin
Ksheer Sindhu Men Karat Vilasa  Daya Sindhu Deeje Man Asa
Hingalaja Men Tumhin Bhavani  Mahima Amit Na Jet Bakhani
Matangi Dhoomavati Mata  Bhuvneshwari Bagala Sukhdata
Shree Bhairav Lara Jog Tarani  Chinna Bhala Bhav Dukh Nivarani
Kehari Vahan Soh Bhavani  Langur Veer Chalat Agavani
Kar Men Khappar Khadag Viraje  Jako Dekh Kal Dan Bhaje
Sohe Astra Aur Trishoola   Jase Uthata Shatru Hiya Shoola
Nagarkot Men Tumhi Virajat   Tihun Lok Men Danka Bajat
Shumbhu Nishumbhu Danuja Tum Mare  Raktabeeja Shankhan Samhare
Mahishasur Nripa Ati Abhimani  Jehi Agha Bhar Mahi Akulani
Rup Karal Kalika Dhara  Sen Sahita Tum Tin Samhara
Pan Garha Santan Par Jab Jab   Bhayi Sahaya Matu Tum Tab Tab
Amarpuni Aru Basava Loka   Tava Mahirna Sab Rahen Asoka
Jwala Men Hai Jyoti Tumhari   Tumhen Sada Poojen Nar Nari
Prem Bhakti Se Jo Yash Gave  Dukhdaridra Nikat Nahin Ave
Dhyave Tumhen Jo Nar Man Laee  Janammaran Tako Chuti Jaee
Jogi Surmuni Kahat Pukari  Jog Na Ho Bin Shakti Tumhari
Shankar Aacharaj Tap Keenhon   Kam Krodha Jeet Sab Leenhon
Nisidin Dhyan Dharo Shankar Ko  Kahu Kal Nahini Sumiro Tum Ko
Shakti Rup Ko Maran Na Payo  Shakti Gayi Tab Man Pachitayo
Sharnagat Hui Keerti Bakhani   Jai Jai Jai Jagdamb Bhavani
Bhayi Prasanna Aadi Jagdamba  Dayi Shakti Nahin Keen Vilamba
Mokon Matu Kashta Ati Ghero  Tum Bin Kaun Hare Dukh Mero
Aasha Trishna Nipat Sataven  Moh Madadik Sab Binsaven
Shatru Nash Keeje Maharani  Sumiron Ekachita Tumhen Bhavani
Karo Kripa Hey Matu Dayala  Riddhisiddhi De Karahu Nihala
Jab Lagi Jiyoon Daya Phal Paoon  Tumhro Yash Men Sada Sunaoon
Durga Chalisa Jo Gave Sab Sukh Bhog Parampad Paave


           

1 comment:

  1. very nice post! It's very useful, as you have provided the complete information regarding Goddess Durga. During navarathri festival my mother and me offer prayers to maa Durga by chanting durga mantra with devotion.

    ReplyDelete